Wednesday 30 November 2016

How to HIDE picture or video's without any app hindi

Hi guy's
Friends me apko aaj is post me photo and video's hide krne ki trick btaunga without app, guys bhut simple and short trick h ye -👌👍

1- Sabse pahle apke apne phone ke file manager me jana hai jo ki sabhi phone me hota hai.

2- iske bad apko jo files hide krne hai bo aap file manager me sarch karo kaha par hai bo files.

3- then friends ab apko us folder ya file ko select karke option par click krna h Samsung user More par click kare.

4- ab apke samne options aa chuke hao apko apko is folder ya file ko rename karna hai.

5- guy's rename karne ka select krenge to apko samne edit box me file ka name aa jayega ab APKO IS FILE KE NAME KE SAMNE . {DOT} LAGA DENA HAI.

6- Friends ab apka ye folder hide ho chuka hai ab aap apne phone ki gallery me jakar dekhenge to ye wala folders {jo apne rename kiya hai } bo show nhi hoga.

7-ab aap chahe to file manager se bhi hide karne ke liye more {option me jakar} hide hidden file par click kar sakte hai.

8- or agar apko apni hide ki hui files and folders phir se show krna hai to aap show hide files par click karne us file ko rename karke jo humne . {Dot} lagaya tha usko remove kar dena or file name save kar doge to apki file gallery me bhi show hone lagegi.

♂Friend agar aap is trick ko or aache se samjhna chahte hai to aap hamare youtube channel par is trick ka video dekh sakte hai.

New tricks ke notification ke liye aap hamara youtube channel please subscribe kar sakte hai channel link.

Our Facebook page

Thank for visit

No comments:

Post a Comment